Quote:
Originally Posted by jamjoom Kahin aah ban ker lab pe tera naam aa na jaey
tujhay bewafa kahoon wo muqaam aa na jaey
Zara zulf ko sanbahlo k mera dil dhadk raha hai
koi aur taer dil tahaey dam aa na jaey
jisey sun ker toot na jaey mera arzoon bhara dil
teri anjuman se mujhko wo pyaam aa na jaey
wo jo manziloon pe la ker kisi humsafer ko lotain
inhi rahzanoo mein tera kahin naam aa na jaey
ye meh-najoom hans lain merey aansoon pe
mera mehtab jab tak labe-bam aa na jaey |
rery nice ...................