| aa jao tarraptey hain armaan
ab raat guzarney wali hai,
mein roun yahan tum chup ho wahan
ab raat guzarney wali hai,
ghabra ke nazar bhi haar gai
taqdeer ko bhi neend aney lagi,
tum aatey nahi mein jaoon kahan,
ab raat guzarney wali hai
__________________ |