Quote:
Originally Posted by dil2dil hana woh kehty hain na k raasti jal gai or bal g gya 
tumhara rost bana diya to khaye ga koOn waste hi jaye ga  |
ao phir tumharay saray bal may aaj nikal hi doon

hahhaa.. yeha par log mujhey kacha chabanay ko tayar hay tum roast ki bat kartay ho