Quote:
Originally Posted by Anam Jaffery very Nice. app ki is shairy per ik choti c nazm..
mazrat k sath.. :)
Suno!
Tum Azm waley ho
Bala ka zabt rekhtey ho
Tumhy koch bhee nahi ho ga
Magar daikho !
Jisey tum chor jatey ho
oosey to theek sey syayed
Bicherna bhi nahi ata,
--------
buhat khob Omer.. app ki frst try buhat achi hai..
PLease likhhtay rahiye ga.. :) |
mazrat to na karay.. :).. ap nay parhi hamaray liya to yehi bohot bari bat hay.. :o).. us par apnay poetry bhi kar di .... hamaray liya to bari izat ki bat hay ... :o)
very nice shair g.. :o)
usay bicharna nahi ataaa.. hamey alvidaa kehna nahi ataa...
magar is tarah say ghut ghut kar humay jeena bhi nahi ataa.. : o)
ap dua kartay rahain k humain tofeeq hoti rahay...:o)
shukran :o)