
01-03-2008, 01:22 AM
|
| ♥•£øñëlÿ Šøül•♥ | |
Join Date: Jul 2006
Posts: 18,078
Thanks: 28
Thanked 17 Times in 17 Posts
Rep Power: 20 | |
Quote:
Originally Posted by Afsana Allah aapku jazai khair de
Shortcut me ek qissa hai...
ek aadmi maa ku apne kandhe me utha kar saath baar haj kiya? usne socha ke usne maa ka haq ada kiya....
usku jawab mila ke jab tu paida ho raha tha us waqt dard ki wajah se maa ne ek cheek maari hogi....
toone to abhi tak us dard ka bhi haq ada nahi kya.....
maa bahut badi daulat,
maa ke qadmon ke neeche jannat,
Allah ham sabku maa ki qidmat karke,
jannat ka haqdaar banaye....AMEEN. | Buhat hi Khoob..thanks for sharing sis...
bilkul sahi Maa ka haq insan chah kar bhi sari zindagi nahi ada kar sakta...
__________________ bas ab to daaman-e-dil chhor do bekaar umeedon
bohat dukh sah liye mainay, bohat din jee liya mainay |