
23-02-2008, 04:19 AM
|
| Senior & Important Member | |
Join Date: Jun 2007 Location: Karachi,Pakistan
Posts: 543
Thanks: 0
Thanked 1 Time in 1 Post
Rep Power: 4 | |
Gali mein dard k purzay talaash karta tha...
Meray Khutoot k tukray talaash karta tha..../
Tamaam raat pardey hata k Chaand k saath..
Jo kho gaye thay wo Lamhey talaash karta tha...../
Qayaam karta tha wo mujh mein, Soofiyon ki tarhan....
Udaas Roh k gooshay talaash karta tha..../
Du'Aein karta tha, Ujray hue Mazaron per...
Baray ajeeb saharay talaash karta tha..../
Mujhey tu Aaj bataya hai Baadliyon ne...
Wo laut aaney k rastey talaash karta tha..../ |