Thread: Waqt-e-Furqat
View Single Post
  #5 (permalink)  
Old 19-02-2008, 02:09 AM
Khu$h!'s Avatar
Khu$h! Khu$h! is offline
¤~ká§hmî®Ï kµRï ¤~
 

Join Date: Mar 2006
Location: City of rain, and Tearz...Mäï äü® Më®ï Täñhäÿëë
Posts: 51,748
Thanks: 0
Thanked 6 Times in 6 Posts
Rep Power: 45
Khu$h! will become famous soon enoughKhu$h! will become famous soon enough
Quote:
Originally Posted by winter View Post
Waqt-e-Furqat
yeh waqt-e-furqat kitna kathin hai meri jaan

hoga mushkil maanaa tha, magar itnaa mushkil

socha bhi naa thaa

woh chanchal si khilkhilahat

woh tumhari mand mand si muskaan

woh tumharay badan say aatay bahaar kay jhonkay

woh tumhaari saadghi mein daanaai kay imkaan


woh tumhaaraa meri baahon mein duniya ko bhool jaanaa

woh behtay ashkoan mein laraztay laboan ka muskuraanaa


woh tumhaari pal pal ko shiddat say jeenay ki chaah

woh tumhaari nazar mein phool say komal khwaabon ki raah

woh tumhaari dabdabaai aankhon main unkahayay sawaal

woh tumhaaray ghanay dasht say gesuoan ka jamaal

woh tumhaaray honthoan ka tilsmee khumaar

woh tumhaaraa mujh par belous aitbaar

bahut yaad aataa hai yeh sub meri jaan

aur yaad aataa hai bahut tumhaaraa woh-

"suno na"
bohat khooooooooooooooooooooooooob
__________________


Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself"
Reply With Quote