Quote:
Originally Posted by Amial Khan  Asjad ap aisi baat pocho gay mujhay yaken nahi aaraha  ...........waisay Bicharna, Bichar, Bichay sub ki meaning aik he hoti hia bus likhnay main fark aata hai............ |
bas behna baiwqufi b aqalmand loogun se hi hoti hai kabhi kabhi lolzzz...I was just trying 2 stick 2 "bicharna" takay baar baar change na karni paray...warna aksar members aitraaz kartay hain lolzz aisa me k sath ho chuka hiana....