Quote:
Originally Posted by mission Amial Khan apnay Admin ko PM per nam batay thay kia ? Might bhi wo pm admin nay parha he na ho ?
Moderators kay zariyay message pass kervayay admin ko.... |
admin nay parh leya hai or Amial ko bata bhi deya hai kya karna hai ab Dekhain Amial kya karte hain.