
14-02-2008, 06:52 PM
|
| Custom Title | |
Join Date: Jul 2007 Location: Pukhtoonistan
Posts: 12,270
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Rep Power: 13 | |
Quote:
Originally Posted by MaYa.000 Aakar Chupa lo mujhe, bahut Chal liya
Tumhare bin yeh Safar kiya..par Jeevan nahi Jiya.
Ek baar Dil se laga lo, Gila-Shiqwa khatam ho jayega.
Yeh woh Armaan hai jo, aakhiri Saans ko kheecta chala jayega.
Tumhara hee Hissa hoon, koi Parayaa to nahi
Thak gayee huN aur Rastaa lambaa hai abhi.
Goad mei kuch dher Ssoney do, Neend aatee nahi abh
Aanchal mei Chupa lo, kho jayen yeh Zakham sab.
Bahut Baaten karnee hai, kabhi Mauka hi nahi mila,
Ma kyon tumsey kabhi iss Dil ka Taar nahi Juda?
Ehsaas dilao ki mai Zinda hoon,
Acchee, Pyari bas Tumharee hoon.
Ma kabhi Aana zaroor tumhare bina bahut Akeli hoon.
Regards,
MaYa |
very good nice post
u ne maa ka ehsaas barha diya
__________________ Kisi ne door se dekha koi qareeb aaya
Ameer shehar main jab bi koi ghareeb aaya
Hawa main zehar gola paniyon main aag lagi
Tumhare bad zamana bara ajeeb aaya |