Quote:
Originally Posted by Amial Khan Well mission main yahan 2 saal say hoon aur ye baat bohat achi tarhan say janti hoon k yahan *****o choti batoon pay kitni laraiyan hoti hain..........aur ye odea daitay waqt bhi main yehi socah trahi thi k KUCH Members zaroor is baat say disagree karain gain........lkain ap mujhay aik baat batain k kia lariyoon k dard say insan aagay barhna choor daita hai........?nahi ........Aur maine pehlay bhi kaha k is Group main shamil honay ka kuch criteria hoga .........tou sawal he paida nahi hota k Members Admin say jhagrain ya Forum pay fasad ho..........Kia Yahan Admin ki koi hasiyat nahi haiu............woh is baat k dar say k Members jhagna na shuru ho jain koi sahi faisla kar he nahi sakta............??................Let C Ab Admin is baray main kia kehtya hain.......???????
Voting karna aik fazool amal hoga mian is baat say disagre kartii hoon |
Amial I totally agree with you. May to us zamanay ke bat ker rahi thee jub mainay forum ko register kia tha. But wahan ke lariyan daikh ker dubara kabhi wapis nahi aiee thee.. aur 2002 kay baad ab dubara 2007 may pata nahi kia hova login hoi aur aaj tuk hon...
Bus jub members lartay hain aapas may to bahoot dukh hota hay.. Meri dua hay akay aisa kabi na ho.
I think Admin ka decision bahtar rahaiga. magar ab tuk to admin ko to ajana chayay tha... ayay kion nahi ? is thread per...