
09-02-2008, 02:21 PM
|
| ~¤~Mi§§ µNïv3R§e~¤~ | |
Join Date: Feb 2006 Location: K@raCh! RoCk$
Posts: 15,186
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Rep Power: 18 | |
Quote:
Originally Posted by umarqureshi hamesha der kar deta hun main, har kaam karne main
zaroori baat kehni ho, koi waada nibhaana ho
usay awaaz deni ho, usay wapas bulaana ho
hamesha der kar deta hun main
madad karni ho uski, yaar ki dhaaraz bandhana ho
bahut dereena rastoon par kisi se milnay jaana ho
hamesha dair kar deta hun main
badaltay mausamoon ki sair main dil ko lagana ho
kisi ko yaad rakhna ho kisi ko bhool jana ho
hamesha dair kar deta hun main
kisi ko maut se pehle kisi gham se bachaana ho
haqeeqat aur thi kuch, us ko jaa ke ye bataana ho
hamesha der kar deta hun main har kaam karne main |
oh gr8888888888.... mein b yeh dhond rahi thi.....thanq for posting Umar |