
09-02-2008, 10:49 AM
|
| Hansta Howa Chehra. | |
Join Date: Jan 2006 Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 9,505
Thanks: 2
Thanked 30 Times in 29 Posts
Rep Power: 15 | |
~ Love Collection ~
Haqooq -e- Niswan
-------------------
Kyun Aaj Ke Ourat Nay Uthaya Hai Yeh Toufaan
Ak Tarfa Tamasha Hai Yeh Haqooq -e- Niswan
Islam Nay De Hai Jo Us Ko Takreem
Kyun Hai Aaj Yeh Usi Say Guraizaan
Maa Hai, Behan Hai, Beti Hai Yeh Kahi
Har Rishtay Ke Khoobsurti Hai Is Main Pinhaa
Magrib Ke Taqleed Main Hai Yeh Khud Pay Nazaa
Ak Seraab Kay Dhokay Main Hai Galtaa wo Pechaa
Niswaniyat Us Ka Waqaar, Sharam wo Hayaa Hai Zeever
Aari Hai Yeh Aaj Us Say Phirti Hai Chaak Garaibaa
Eblees Kay Behkaway Main Ho Rahi Hai Ruswa
Ghar Ke Jannat Ko Samajti Hai Zindaa
Masawat Mard o Zan Kay Chakkar Main Uljhaya Hai Usko
Dushmanaan -e- Deen Nay Bana Dala Usay Shama Be-Maya Larzaa
Haqooq Kay Liye Kosha, Fara'ez Say Nalaa
Bin -t- Hawwa Ka Aaj Maqaam Hai Kaha
Do Jaha Ke Doulat Ho Jaye Us Ko Naseeb
Pehchaan Lay Apna Rutba Ho Jaye Ger Aamil Quran
[ Nuzhat Kareem ] 
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |