View Single Post
  #580 (permalink)  
Old 09-02-2008, 10:44 AM
Im_Sha's Avatar
Im_Sha Im_Sha is offline
Hansta Howa Chehra.
 

Join Date: Jan 2006
Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 9,505
Images: 7
Thanks: 2
Thanked 30 Times in 29 Posts
Rep Power: 15
Im_Sha will become famous soon enoughIm_Sha will become famous soon enough
love ~ Love Collection ~


Haqeeqat -e- Husan
----------------------

Khuda Say Husan Nay Ak Roz Yeh Sawal Kiya
Jaha Main Kyun Na Mujhay Tu Nay La-zawaal Kiya


Mila Jawab Keh Tasweer -e- Khana Hai Dunya
Shab -e- Daraaz Adam Ka Fasana Hai Dunya


Hoti Hai Rang -e- Tagaur Say Jab Namood Jis Ke
Wahi Husan Hai, Haqeeqat La-zawaal Hai Jis Ke


Kahi Qareeb Tha, Yeh Guftagoo Qmar Nay Suni
Falak Pay Aam Hoee, Akher -e- Sehar Nay Suni


Sehar Nay Saatay Say Sun Kar Sunai Shabnam Ko
Falak Ke Baat Bata De Zameen Kay Mohram Ko


Bhar Aye Phool Kay Aansoo Pyaam -e- Shabnam Say
Kali Ka Nanna Sa Dil Khoon Ho Giya Ghum Say


Chaman Say Rota Howa Mousam -e- Bahaar Giya
Shabaab Sair Ko Aaya Tha Sogwar Giya !



__________________
Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*


<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>

Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad

ShaZo
Reply With Quote