| Mohbat oar phir bewafie
kaha tha us nay, mujhy mohbat hay tum se
lamha bhar main mosam kitna kush gavar ho gia tha
asa lagta tha
k har tarf kushian hi kushian hain
har cheez achi lagny lagi thi mujhy
har tarf kose kaza k rang nazar atay thay
oar main nay kya kya spnay sajay thay
us se milnay ki kushi main
kudh ko bhoola dia tha may ne
mera har lamha us ki yaadon main guzara
apni har dua main kudh se phly usy yaad kia
lakin….
lakin phir b wo mera dil tor gia,
mat toro dil mera, mar jaon gi tery bin
who kahany laga nahi chata k toron dil tumhra
per kya karon majbori hai kuch kar nahi skta
tery sath ab oar chal nahi sakta
main nay kaha mat choro mujhy
tumhri kasam tery laiy har rista tor don gi
tery lia yeh dunia bhi chor don gi
who kahany laga meri manzal nahi ho tum
Gar hui hou Koi khata to Maaf ker dena
Kaha k itna meri annsono se bhri aankhian chor gia
__________________ not failure but low aim is crime |