| shagufta malik Phali bar jab osay dakha
Phali bar jab osay dakha to jasay
Dil ki darkan thum si gai ho
Lab pa ek kap-kapahat si thi oar
Saasoonn ka to bura hall tha jasy
Ab thumi k ab thumi,
Kun ek sard laher dori hay mujh main
Asa kuch kaha tha roh na dil sa ,
Bato!
Kahanin yeh who to nahi,
Jo mujh tak punch jay,
kahein yeh dil ka chor to nahi
Jab us ne ek nazar mujhy dakha to
Mary Lab ne kaha haan yeh to wohi hai
Jisay may ne barsono pokara hay,
Oar har lamha usy socha hai
Yah to wohi ha jis k liay main nay
kudh ko bolaha dia hai
Haan Yeh to wohi hay jo
mari darkanon main basa hai
lakin who mujhy kuch kahay bina hi chala ga
oar mery tamam bharm toot gay
kya who muj se payar karta hai
har lamha kudh sa puchti hon
kya who mery lia soch main rahta ha
a kash
who mari darkno ko sunn sakay
a kash who sochay oar kahay
aa jao kahnna ho I really miss u!
main b os ki darkan ban jaon,
os kay room room ma bas jaon,
a kash who b kahay k
kya who b mujhy sochti ho gi
hazzar bar kudh sa sawal karay
phir kudh hi kahay
yakeenan sochti ho gi jasay
ma pagal hon us k liay who b to ho gi
__________________ not failure but low aim is crime |