| kabhi kabhi aisa hota hai janab
aatay hain jab bachpan ke din yaad
bhooton se larna
fazool zid karna
toorna khilono ko apne
bacchhoon ko larana
jhagarna satana
wo pakra jaana mera
are kia ho ke laute bachpan meraaaaaaaaaa
to baqi sab theek hai theek hai
to baqi sab theek hai theek hai
__________________
Suno!
Tum Azm Walay Ho
Bala Ka Zabt Rakhtay Ho
Tumhain Kuch Bhi Nahi Hoga
Magar Dekho
Jisay Tum Chhoray Jatay Ho
Usay Tou Theek Se Shayad
Bichharna Bhi Nahi Aata
Suno!
Tum Azam Walay Ho
Usay Matt Chhor Ke Jao |