Quote:
Originally Posted by umarqureshi
Wasim AKram !!!!!!!!!! Great Work Mission
Aaapwaqt bata do. Waqar Younis se kab mulaqat ho gi.
|
Janab Hum apnay chahnay walay doston ka khas khaayal rakhtay hain... Shahid Afridi kay baad hum apkee mulakat Waqar Younis say kerva daingay ... ab khoosh ?
