Quote:
Originally Posted by mission Mainay yay kub kaha hay kay Afridi acha nahi hay. Wo acha hay. Lakin wo dosray players ke tarah aik average may reh ker perform nahi kerta. uskay baray may sub kehtay hain kay Afridi agar chul jay to Naqsha badal daita hay. Aur na chulay to 
Yay cheez kisi bhi players may nahi honee chayay...
Secondly India kay khilaf Pakistan team may sab say acha record Saeed Anwer ka tha...  |
well yeh to sahi kaha temprament nahi hai ...
& jahan tak record ki bata hai .. to saeed anwar nahi khailta ab .. so current players may usi ka name ayega .. & Yonus khan ka ...