Quote:
Originally Posted by Alveena main nay BOhat baar pahlay kaha hai but no1 listens.. bus kahtay hain wait karo.... karoo.. aur karte hi raho.... |
Intezar may bahoot barkat hay... Jub wo keh rahay hain kay hojaiga to hojaiga... chulo koi gul nahi hum na sahi humaray buchay he sahi... wo he new skins daikh laingay....