| yehi to masla hai ke dartay hain
asal main hum kamzor log hain
siraf "President Bush" pe ilzaam laga ke tassali de lete hain ke
sab usi ka kasoor hai
"jo kara raha hai amreeka kara raha hai"
hum ye nahin dekhte ke hum us ko chance dete hain to wo laraata hai
__________________
Suno!
Tum Azm Walay Ho
Bala Ka Zabt Rakhtay Ho
Tumhain Kuch Bhi Nahi Hoga
Magar Dekho
Jisay Tum Chhoray Jatay Ho
Usay Tou Theek Se Shayad
Bichharna Bhi Nahi Aata
Suno!
Tum Azam Walay Ho
Usay Matt Chhor Ke Jao |