View Single Post
  #3 (permalink)  
Old 29-01-2008, 02:16 PM
Im_Sha's Avatar
Im_Sha Im_Sha is online now
Hansta Howa Chehra.
 

Join Date: Jan 2006
Location: Dhoondti Hai Nazar.
Posts: 9,505
Images: 7
Thanks: 2
Thanked 30 Times in 29 Posts
Rep Power: 15
Im_Sha will become famous soon enoughIm_Sha will become famous soon enough
002 Tum Yaad Mujh Ko Kar Laina

Quote:
Originally Posted by Sumaira Kousar View Post
"Ankh main jub aansu ho
Dil bhi jab bhar aaye
Un udaas lamhoon main
Ghum ko bhula nay ko
Tum yaad mujh ko ker laina

* * * * * *
Tassawroon ki wadi main
Khushnuma say rungoon main
Ek phool ki kami jab ho
Ah jab nikal jaye
Tum yaad mujh ko kar laina

* * * * * *
Barishoon kay mosum main
Rim jhim barestay sawan main
Thundak ka lamss choh ker jab
Aag si laga day to
Rooh siraab kernay ko
Tum yaad mujh ko ker laina

* * * * * *
Agar tum aisa na chaho to
Ah nikul janay ko
Rooh ki siraabi ko
Bayrang si nigahoon ko
Ek faraeb jan ker
Bus yunhi jhatuk daina
Or yeh bhi na ker sako tum
To is bayyaqeeni ko
Yaqeen main badalnay ko
Raz-e-dil panay ko
Tum yaad mujh ko kar laina
******************


Wah
Zbar10

Bohat Khoob Sumaira......



Agar tum aisa na chaho to
Ah nikul janay ko
Rooh ki siraabi ko
Bayrang si nigahoon ko
Ek faraeb jan ker
Bus yunhi jhatuk daina
Or yeh bhi na ker sako tum
To is bayyaqeeni ko
Yaqeen main badalnay ko
Raz-e-dil panay ko
Tum yaad mujh ko kar laina

Jo Bhi Kaha Behtareen Kaha.......
Best Shareing....................


__________________
Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*


<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>

Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad

ShaZo
Reply With Quote