~ Love Collection ~
Tum Keh Dena Koee Khaas Nahi
--------------------------------
Koee Tum Say Puchay Koun Hoon Main
Tum Keh Dena Koee Khaas Nahi
Ak Dost Hai Kacha Pakka Sa
Ak Jhoot Hai Acha Sacha Sa
Jazbaat Ko Dhanpay Ak Parda
Bas Ak Bahana Acha Hai
Jeewan Ka Esa Sathi Hai
Jo Dorr Ho Kar Paas Nahi
Koee Tum Say Puchay Koun Hoon Main
Tum Keh Dena Koee Khaas Nahi
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |