~ Love Collection ~
Mohabbat Ka Safar
-------------------------
Mohabbat Kay Is Pehlay Sunairay Safar Main
Meri Yeh Dua Hai Keh
Tumhay Khushyoon Kay Hazaroo Jazeeray Milay
Or
Mujhay Tumhari Mohabbat
__________________ Kese Ke Yaad*Kese Ke Yaad*
<<<<<<<<<<>>>>>>>>>>
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
OR
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
ShaZo |