| very nice thread
thanks for such a useful thread
keep ur work
waise agr aik banda in baton par amal kare tu bht mashre main bht si buraya khatam ho jaye gi
aur aik pur aman mashra janam lega
Allah ham sab ko in baton par amal karne ki taufeeq inayat farma de
__________________ Kisi ne door se dekha koi qareeb aaya
Ameer shehar main jab bi koi ghareeb aaya
Hawa main zehar gola paniyon main aag lagi
Tumhare bad zamana bara ajeeb aaya |