| barsay ga sawan jhoom jhoom k .....
do dil aisay milaingay.......
aao gay jab tum o sajna.....
angna phool khilaingay.....
__________________ ye dasht-e-junoon ye pagalpan
ye peecha kerti ruswai ye ranj-o-alam yeh hizn-o-malal
ye nala-e-shab yeh soz-e-kamaal
Dil main Kahin benaam chubhan aur had-e-nazar tak tanhai
hum dasht-e-junoon k sodai |