
29-11-2007, 04:18 PM
|
| ¤~ká§hmî®Ï kµRï ¤~ | |
Join Date: Mar 2006 Location: City of rain, and Tearz...Mäï äü® Më®ï Täñhäÿëë
Posts: 51,748
Thanks: 0
Thanked 5 Times in 5 Posts
Rep Power: 45 | |
Quote:
Originally Posted by Rider Of Sucess yun hi besabab na phira karo, koi shaam ghar bhi raha karo
vo Gazal kii sachchii kitaab hai, use chupake chupake pa.Daa karo
koi haath bhi na milayega, jo gale miloge tapak se
ye naye mizaj ka shahar hai, zara faaale se mila karo
abhi raah mein kai mor hain, koi aayega koi jaayega
tumhein jisne dil se bhulaa diya use bhulane ki duaa karo
mujhe ishtahaar si lagti hain, ye mohabbaton ki kahaniyaan
jo kahaa nahi vo suna karo, jo suna nahi vo kahaa karo
kabhi husn-e-pardaanashin bhii ho zaraa aashiqana libaas mein
jo main ban-sanvar ke kahin chalun, mere saath tum bhii chalaa karo
ye Khiza ki zard-si shaam mein, jo udaas pe'do ke paas hai
ye tumhare ghar ki bahaar hai, ise aansuon se hara karo
nahn behijaab vo chaand saa ki nazar kaa koi asar nahin
use tani garmi-e-shauq se badi der tak na taka karo | v. nice choice...thanx for sharing
__________________ Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself" |