Quote:
Originally Posted by asjad_pisces us k ilawa koi keeper b tu nahi na... |
yaar keeper bohat hain lakin board may sirf sifarish chalti hai mujhay lagta hai ..
Yeh farhan u right.. us ka bhai acha keeper hai is k ilawa 2 aur bhi keeper hain .. shayad salman & dosray ka name yaad nahi mujhay ..
lakin un ko abhi tak teammay add nahi kera...