Quote:
Originally Posted by Farhanmughal 1.kaya Pakistan 20,20 ki tarhan india k agay gutnay taik day ga
2.kaya Pakistan waisay hi haray ga jaisay SA say har gaya
3. kaya Opening jori phir set nahin ho gi
4. kaya batsman kuch kar payn gay
5. kaya shoaib akhtar pori series khailain gay
6. kaya Asif india nahin ja payn gay
aap k jawabat chahiay |
1. Pak had a good record in india .. so v hope v will win.
2. noo i don't think so
3. OPening to kabhi bhai nahi chalti isliye kuch bolna hi bekaar hai
4. yeh hope so
5. hahaa yeh to sirf allah ko pata hai
6. shayad test hi khialay woh