| Ye armaan to kanch ke tukde hai,
Jo dilki zameen par bikhre hai,
Inko mat chhedo ki zakham abhi gehre hai,
In par aaj bhi kisiki yaad ka pehre hai..
__________________ Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself" |