| Dil tod diya ab lash bhi dafna dena,
kafan na mile to apna dupatta odha dena,
koi puchhe rog kya tha to nazrein jhukakar
humsafar bewafa tha bata dena…
__________________ Aye Rabba...tu hi meri jaan...tu hi jahaan...tu hi meri manzil...
...tere ishq mein main qurban..."ju ho gaya woh ho gaya ...
ju ho raha hai usko honay dien ... aur ju hoga acha hoga ...
believe in ALLAH n urself" |