Quote:
Originally posted by muslim
APP kahtey hein to man leetay hein, wasy hm nahein lagta kay eisa kuchh hoo, kiun kay PAKISTAN kay sath jo match inhoon nah jeeta wo PITCH ki kharab banae gaey thi JAN bojh kar |
sir aap ki baat bhi maan laitay hain... lakin yeh count nahi hoga k pitch kharab thi ya nahi .. baat yehi kahi jayaygi.. k IRELAND nay world Number # team ko haraya...